
Mausam Achanak
**Rose: Partie de Priyanka Chopra & Alka Yagnik**
**Bleu: Partie de Harman Baweja & Shaan**
People, Please Listen To Me
This Gentleman Over Here
Is Going To Resite Some Meaningful Poetry For Us
What?
Karan Malhotra
From Sydney
Age 23
Current Status Single
And Finally Faltering
Ha Ha Ha Ha Ha
No, No
I Can't Do this
You Can !
Have You Lost Your Marbles?
Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun
Karan It's Really Easy
Come On
No Way!
I Can't
It's So Unfair
Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun
Ooo Yeah
Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun
Ruth Ki Yeh Aadath Hai Aur Kya Kahoon
Yeh Hawa...
Kehti Hai Kya...
Kehti Hai Tu Gaaye Ja
Le Chaala Kahan Raasta
Aa Chale Dekhe Zara
In Phoolon Mein Aisi Khusboo Hai Kyun
Yeh Dil Ke Acche Hai
Aur Kya Kahoon
Hai Hai Wooo
Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun
Ruth Ki Yeh Aadath Hai Aur Kya Kahoon
Do Char Din Se Lagta Hai Aise
Yeh Jo Zameen Hai
Kitni Haseen Hai
Swarg Agar Hai
To Bas Yahin Hai
Yun Lagta Hai Kyun
Jab Zindagi Mein
Har Pal Khushi Ho
Masti Mein Dooba Har Par Koi Ho
To Sab Nazaare
Lagte Hai Pyaare
Yeh Baath Hai Yun
Kaliyon Mein Aathi Yeh Narmi Hai Kyun
Sharmili Hoti Hai Aur Kya Kahoon
Hai Hai Woo
Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun
Ruth Ki Yeh Aadath Hai Aur Kya Kahoon
Pedon Pe Chidiyan Kya Ga Rahe Hai
Kya Bol Hai Jo Dhohara Rahi Hai
Koi Baath Humko Samjha Rahi Hai
Yun Lagta Hai Kyun
Oh
Gaati Yeh Chidiyan Bas Itna Jaane
Jeene Ke Maane
Unche Udaane
Woh Chaahti Hai
Hum Bhi Yeh Maane
Yeh Baath Hai Yun
Yeh Roshni Reshmi Si Hai Kyun
Shyam Hone Waali Hai Aur Kya Kahoon
Hai Hai Wooo
Mausam Achanak Yeh Badla Hai Kyun
Ruth Ki Yeh Aadath Hai Aur Kya Kahoon
Yeh Hawa
Kehti Hai Kya
Kehti Hai Tu Gaaye Ja
Le Chaala Kahan Raasta
Aa Chale Dekhe Zara

































