Milo Na Milo
Well... The Party Is Over!
Milo Na Milo
Mein Milne Aaunga
Kaho Naa Kaho
Kaho Naa Kaho
Mein Kehta Jaunga
Suna Na Suno
Suna Na Suno
Mein To Sunaunga
Dil Kehta Hai Kya
Mera Dil Yeh Tumse Kahe
Koi Duri Kab Tak Sahe
Yeh Fasla Kyun Rahe
Come In My Arms
Milo Na Milo
Mein Milne Aaunga
Kaho Naa Kaho
Kaho Naa Kaho
Mein Kehta Jaunga
Suna Na Suno
Suna Na Suno
Mein To Sunaunga
Dil Kehta Hai Kya
Mera Dil Yeh Tumse Kahe
Koi Duri Kab Tak Sahe
Yeh Fasla Kyun Rahe
Come In My Arms
Dekho Naa Dekho
Meri In Ankhon Mein
Khawabo Ki Sau Tasveerein Hai
Jaano Naa Jaano
Dono Ke Haathon Mein
Yaadoin Ki Kuch Zanzeerein Hai
Chalo Naa Chalo
Raste Bulate Hai
Chupo Naa Chupo
Chupo Naa Chupo
Tumhe Dekhe Jaate Hai
Maano Naa Maano
Maano Naa Maano
Tumko Manate Hai
Main Aur Meri Wafa
Mera Dil Yeh Tumse Kahe
Koi Duri Kab Tak Sahe
Yeh Fasla Kyun Rahe
Come In My Arms
Maano Naa Maano
Tumko Yeh Lagta Hai
Main Hu Jaana Pehchaana Saa
Bolo Naa Bolo
Nazro Se Banta Hai
Dheere Dheere Afsaana Saa
Koi Naa Koi
Rasta Nikalna Tha
Kabhi Naa Kabhi
Kabhi Naa Kabhi
Gum Ko Pighlana Tha
Kahin Naa Kahin
Kahin Naa Kahin
Jo Phool Khilna Tha
Lo Wo Khil Hi Gaya
Mera Dil Yeh Tumse Kahe
Koi Duri Kab Tak Sahe
Yeh Fasla Kyun Rahe
Come In My Arms




































